Learn the meaning of few common words & their use :
I → मैं, मुझे Me ----> मैं My, Mine -----> मेरा
You → तुम (अपने से कम उम्र, छोटों, के लिए) आप (उम्र में बड़ों के लिए )
Your ---> तुम्हारा (छोटों के लिए)
आपका, आपके -----> (उम्र मे बडे लोगों के लिये )
Sentence | The Hindi translation. | As said in Hindi |
I am a 12-year-old boy. | मैं एक बारह साल का लड़का हूँ I | Main ek baarah saal ka ladka hoon. |
I want to become a scientist. | मैं एक वैज्ञानिक बनना चाहती हूँ l | Main ek vaigyanik banana chahti hoon. |
Furthermore, I want to go shopping. | मुझे बाज़ार जाना है l मैं बाज़ार जाना चाहती हूँ l | Mujhe bazar jana hai. Main bazaar jaana chahti hoon. |
It’s me, a doctor. | मैं एक डॉक्टर हूँ l | Main ek doctor hoon. |
She made a cake for me. | उसने मेरे लिए एक केक बनाया l उसने मुझे एक केक बनाकर दिया l | Usne mere liye ek cake banaya. Usne mujhe ek cake banaakar diya. |
She gave me a beautiful birthday present. | उसने मुझे बहुत सुंदर जन्मदिन उपहार दिया l | Usne mujhe baut sundar janmdin uphaar diya.
|
My family and I are out of home this weekend. | मैं और मेरा परिवार इस सप्ताहांत घर से बाहर रहेंगे l | Main aur mera parivar is saptahaant ghar se bahar rahenge.
|
My mother has a red color car. | मेरी मां के पास लाल रंग की गाड़ी है l | Meri Maan ke paas laal rang ke gadi hai.
|
It’s mine. | यह मेरा है l | Yeh mera hai. |
This book is mine. | यह मेरी किताब है l | Yeh meri kitaab hai. |
Your hair is longer than mine. | आपके बाल मेरे बालों से ज्यादा लंबे हैं l तुम्हारे बाल मेरे बालों से लम्बे हैं I | Aapke baal mere baalon se jyada lambe hain. Tumhare baal mere baalon se lambe hain.
|
You are my best friend. | तुम मेरे सबसे अच्छे दोस्त हो l आप मेरे सबसे अच्छे दोस्त हैं I | Tum mere sabse achche dost ho. Aap mere sabse achche dost hain. |
You sing & dance very well. | तुम गाते और नाचते बहुत अच्छा हो l आपका नृत्य और गाना बहुत अच्छा है I | Tum gaate aur naachte bahut achchha ho. Aapka nritya aur gaana bahut achchha hai.
|
Your neighbors are good. | तुम्हारे पडोसी अच्छे हैं l आपके पडोसी अच्छे हैं l
| Tumhare padosi achche hain. Aapke padosi achche hain. |
Your drawing is very cool. | तुम सुन्दर चित्रकारी करते हो l आपकी चित्रकारी खूबसूरत है l | Tum sundar chitrakari karte ho. Aap Ki chitrakari khoobsurat hai. |
You can do this work. | तुम यह काम कर सकते हो l आप यह काम कर सकते हैं I | Tum ye kaam kar sakte ho. Aap ye kaam kar sakte hain.
|
What’s your name? | तुम्हारा नाम क्या है? आपका नाम क्या है ? | Tumhara naam kya hai? Aapka naam kya hai?
|
Where are you going? | तुम कहाँ जा रहे हो? आप कहाँ जा रहे हैं ? | Tum kahan ja rahe ho? Aap kahan ja rahe hain? |
Tip: Pink color words are Hindi words, written using English letters, to help in easy pronunciation.
Day ---- दिन
Morning ------- सुबह , भोर (Subah , Bhor)
Afternoon ------ दोपहर (Dophar)
Evening ------- शाम (Shaam)
Night -------- रात (Raat)
Week ------- सप्ताह , हफ्ता (Sapaah , hafta)
Weekend ------ सप्ताहांत (Saptahaant)
Month ----- महीना (Mahina)
Year ----- वर्ष , साल (Varsh , Saal)
Day | दिन | As said in Hindi |
Monday
| सोमवार
| Somvaar |
Tuesday | मंगलवार | Mangalvaar |
Wednesday | बुधवार | Budhvaar |
Thursday | गुरुवार | Guruvaar |
Friday | शुक्रवार | Shukravaar |
Saturday | शनिवार | Shanivaar |
Sunday | इतवार / रविवार | Itwaar / Ravivaar |
Month | महीना | As said in Hindi
|
January | जनवरी | Janvari |
February | फरवरी | Farvari |
March | मार्च | March |
April | अप्रैल | April |
May | मई | Mai |
June | जून | Joon |
July | जुलाई | Julaai |
August | अगस्त | Agast |
September | सितंबर | Sitambar |
October | अक्टूबर | Aktoobar |
November | नवंबर | Navambar |
December | दिसंबर | Disambar |
Tip: Pink color words are Hindi words, written using English letters, to help in easy pronunciation.